Powered By Blogger

Tuesday, October 5, 2010

हालाते इ हज़ार

Musharaf kehta hai k nawaz sharif is"total brainless"ye bat usne london ki aik taqreeb k doran kahin,usne NRO k mamlay par Pakistan ki awam se mafi bhi mangi hai aur kaha hai k "wo chahtah hain k Pakistan main siasi safar chalta rahay aur wo kabhi bhi soch k lihaz se dictator nahi rahay,wo Pakistan main aik nai soch k sath aain gay aur election 2013 mian bhi hisa laingay".
.
.
.
.
lekin in sari baton kuch fact aisay hai jo bohat saray swalat ko janam day rahay hain.
maslan:
1.aik dictator ko kaun vote daiga
2.us k ooper bohat saray muqadmat bhi hain jin ka usko samna karna par skta hai.

No comments:

Post a Comment